Tampilkan postingan dengan label OST. Devdas. Tampilkan semua postingan
Tampilkan postingan dengan label OST. Devdas. Tampilkan semua postingan

Senin, 06 Desember 2010

DOLA RE DOLA




Chorus:

Dolaa re... he Dolaa re
haa'e Dolaa dil Dolaa man Dolaa re Dolaa
Chorus...
lag jaane do najariya gir jaane do bijuriya
bijuriya bijuriya gir jaane do aaj bijuriya
lag jaane do najariya gir jaane do bijuriya
baa.ndhke mai.n ghu.nghruu
pahanke mai.n paayal
baa.ndhke mai.n ghu.nghruu
pahanke mai.n paayal
jhuumke naachuu.ngi ghuumke naachuu.ngii
Chorus
dekho jii dekho dekho kaisii yeh jha.nkhaar hai
inkii aa.nkho.n me.n dekho piya jii ka pyaar hai
inkii aavaaz bhii ha'e kaisii thandaar hai
piya kii yaado.n me.n yeh jiya beqaraar hai
maathe kii bi.ndiya me.n voh hai
palko.n kii nii.ndiyaa.n me.n voh hai
tere to tan man me.n hai
terii bhii dhaRkan me.n voh hai
chhuRii ke chhan chhan me.n voh hai
ka.ngan ke khan khan me.n voh hai
chhuRii ke chhan chhan me.n voh hai
ka.ngan ke khan khan me.n voh hai
baa.ndhke mai.n ghu.nghruu
pahanke mai.n paayal
jhuumke naachuu.ngi ghuumke naachuu.ngii
Chorus
tum ne mujhko duniya ne dii
mujhko apnii haa.n khushiyaa.n de dii
tumse kabhii na hona duur
haa.n maa.ng me.n bhar lena si.nduur
unkii baaho.n ka tum ho phuul
mai.n huu.n qadmo.n kii bas dhuul
baa.ndhke mai.n ghu.nghruu
pahanke mai.n paayal
baa.ndhke mai.n ghu.nghruu
pahanke mai.n paayal
jhuumke naachuu.ngi ghuumke naachuu.ngii
Chorus...

Sumber: Bollywhat

MOREY PIYA


Vocl: Shreya G.
aasmaan kii baaho.n me.n chaa.nd akela THahara tha
raat kii jawaanii pe chaa.ndanii ka pahara tha
hawaa ka jho.nka ujhlii ujhlii raat
taaro.n kii Dolii me.n aa'ii jhilmilaatii jugnuu.n kii baaraat
sab ke hoTHo.n pe THaharii thii aake koii baat
DHol ma.njiire baTne lage baDii Daflii par thaap aur
THumak THumakkar naach rahii thii merii raadha pyaarii...
jaane kahaa.n se raas rachaane aaya chhaila giridhaarii
more piya Darta hai dekho mora jiyaa...
more piya
na bahiyaa.n dharo aatii hai muhje sharam
haa.n chhoD do tumko hai merii qasam
na zid na karo jaane do mujhe baalam
dekho duu.ngii mai.n gaaliyaa.n bhaa.nware chalo haTo sataao na more piya
more piya Darta hai dekho mora jiyaa...
more piya
jamuna ke tiir baaje mrida.ng kare krishn raas raadha ke sa.ng
kare krishn raas raadha ke sa.ng
athro.n ke giit man me.n uma.ng 
kare krishn raas raadha ke sa.ng
saa.nso.n me.n pyaas tan me.n tara.ng
kare krishn raas raadha ke sa.ng
is se dekh-dekh duniya hai da.ng
kare krishn raas raadha ke sa.ng

MAAR DAALA


Vocl: Kavita Krishnamurthy
yeh kiskii hai aahaT
yeh kiska hai saaya
hu'ii dil me.n dastak
yahaa.n kaun aaya
ham par yeh kisne hara ra.ng Daala...
khushii ne hamaarii hame.n maar Daala
maar Daala...
ham par yeh kisne hara ra.ng Daala
khushii ne hamaarii hame.n maar Daala
hame.n maar Daala...
allah maar Daala...
na chaa.nd hathelii par sajaaya
na taaro.n se ko'ii bhii rishta banaaya
na rab se bhii ko'ii shikaayat kii...
har gam ko ham ne chupaaya
har sitam ko ha.nske uTHaaya
kaa.nTo.n ko bhii gale se lagaaya
aur phuulo.n se zakhm khaaya
haa.n magar du'aa me.n jab yeh haath uTHaaya...
khuda se du'aa me.n tumhe.n maa.ng Daala
maa.ng Daala allah...
ham par yeh kisne hara ra.ng Daala
khushii ne hamaarii hame.n maar Daala
hame.n maar Daala...
allah maar Daala...
maar Daala...
yeh kiskii hai aahaT
yeh kiska hai saaya
hu'ii dil me.n dastak
yahaa.n kaun aaya
Sumber: Bollywhat

BAIRI PIYA

VOCL: SHREYA G.

bairii piya baDa bedardii
bairii piya baDa bedardi dil ka dard na jaane
saudaa'ii harjaa'ii zulmii raam duhaa'ii
kaise kahuu.n kaa.n se kahuu.n haa'e raam
dil ka dard na jaane
na jaane...
bairii piya baDa re bedardii bairii piya baDa be
tuu duur jo thaa to paas yeh thaa
ab paas yeh hai to duur hai kyo.n
na jaane...
tuu duur jo thaa to paas yeh thaa
ab paas yeh hai to duur hai kyo.n
aa paas to aa pahana bhii de yeh ka.ngana
na sataa ab maan bhii le yeh kahana
kaise kahuu.n kaa.n se kahuu.n haa'e raam ka.ngana kahana na maane
na maane...
yeh ka.ngana baDa bedardii...
ka.ngana kahana na maane diiwaana aawaara sa.ngdil raam duhaa'ii
ab maan bhii jaa'o na na na na
tum paas to aa'o na haa.n haa.n re haa.n
bahakii bahakii baato.n me.n terii dhiire dhiire aane lagii
jugnuu.n ne mujhse kahaa aisa hai yeh tera piya
le hii jaa'ega tera jiyaa haa.n
pyaarii pyaarii baato.n pe terii chaa.ndanii bhii ha.nsne lagii
taare muskaraane lage hawaa gungunaane lagii aasmaan bhii jhuum uTHaa
kaise kahuu.n kaa se kahuu.n haa'e raam
pagala itna na jaane
 Sumber: Bollywhat

SILSILA YE CHAAHAT KA


Vocl: Shreya Ghoshal
mausam ne lii a.ngaDaa'ii aa'ii aa'ii
laharaake barkha phir chaa'ii chaa'ii
jho.nka hawaa ka aa'ega aur yeh diya bujh jaa'ega
silsilaa yeh chaahat ka na mai.n ne bujhne diyaa...
o piya yeh diyaa na bujhaa hai na bujhegaa
merii chaahat ka diyaa
mere piyaa ab aa jaa re mere piyaa...
is diye sa.ng jal rahaa mera rom rom rom aur jiyaa
ab aa jaa re mere piyaa
o mere piyaa ab aa jaa re mere piyaa
faasala thaa duurii thii
faasala thaa duurii thii thaa judaa'ii ka aalam
i.ntazaar me.n nazare.n thii.n
aur tum vahaa.n the tum vahaa.n the tum vahaa.n the
jhilmilaate jagmagaate khushiyo.n me.n jhuumkar
aur yahaa.n jal rahe the ham...
phir se baadal garjaa hai
garaj garajke barsaa hai
ghuumke tuufaan aaya hai
par tujhko bujhaa nahii.n paaya hai
o piya yeh diyaa chaahe jitna sataa'e tujhe
yeh saawan yeh havaa aur ye bijliyaa.n
mere piya ab aa jaa re mere piya
o mere piya ab aa jaa re mere piya
dekho yeh paglii diiwaanii
duniyaa se hai yeh anjaanii
jho.nka hawaa ka aa'ega
aur iska piya sa.ng laa'ega
o piya ab aa jaa re mere piya
silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diyaa
o piya yeh diyaa
silsila yeh chaahat ka na dil se bujhne diyaa
o piya yeh diyaa
ae piya piya piya

Sumber:bollywhat.com


Entri Populer

Followers