Vocl: Shreya Ghoshal
mausam ne lii a.ngaDaa'ii
aa'ii aa'ii
|
laharaake barkha phir chaa'ii
chaa'ii
|
jho.nka hawaa ka aa'ega aur
yeh diya bujh jaa'ega
|
silsilaa yeh chaahat ka na
mai.n ne bujhne diyaa...
|
o piya yeh diyaa na bujhaa hai
na bujhegaa
|
merii chaahat ka diyaa
|
mere piyaa ab aa jaa re mere
piyaa...
|
is diye sa.ng jal rahaa mera
rom rom rom aur jiyaa
|
ab aa jaa re mere piyaa
|
o mere piyaa ab aa jaa re mere
piyaa
|
faasala thaa duurii thii
|
faasala thaa duurii thii thaa
judaa'ii ka aalam
|
i.ntazaar me.n nazare.n thii.n
|
aur tum vahaa.n the tum
vahaa.n the tum vahaa.n the
|
jhilmilaate jagmagaate
khushiyo.n me.n jhuumkar
|
aur yahaa.n jal rahe the
ham...
|
phir se baadal garjaa hai
|
garaj garajke barsaa hai
|
ghuumke tuufaan aaya hai
|
par tujhko bujhaa nahii.n
paaya hai
|
o piya yeh diyaa chaahe jitna
sataa'e tujhe
|
yeh saawan yeh havaa aur ye
bijliyaa.n
|
mere piya ab aa jaa re mere
piya
|
o mere piya ab aa jaa re mere
piya
|
dekho yeh paglii diiwaanii
|
duniyaa se hai yeh anjaanii
|
jho.nka hawaa ka aa'ega
|
aur iska piya sa.ng laa'ega
|
o piya ab aa jaa re mere piya
|
silsila yeh chaahat ka na dil
se bujhne diyaa
|
o piya yeh diyaa
|
silsila yeh chaahat ka na dil
se bujhne diyaa
|
o piya yeh diyaa
|
ae piya piya piya
Sumber:bollywhat.com
|
Tidak ada komentar:
Posting Komentar